Thursday 21 June 2012

yaad...


Aaj iss ghum ko rum see pee jaaon
Teri waafa ki taarif iss jaahan se kar jaaon
 Ruhh mein vaasta hai woh naasha hai tu mera
 Teri palkoon se yuh kajal chura jaaon
 Kahin yeh kajal tere dil mein bas naa jaayein
 Kahin tu apni yaadoon mein hume bhul naa jaayein
Duaa hai raab se tu kush rahein,
hum teri yaad mein yu zindagi bitaaien...

No comments:

Post a Comment